(+) Ye Mera Dil - Remix



Hmm Hmm
Poochho Na Yaar Kya Huwa Dil Ka Qaraar Kya Huwa
Tumpe To Ham Mar Mitte Hain Abhi Se
Jaane Hamaara Aage Kya Hoga
Ai Yai Ya Ya
Aage Kya Hoga
Aage Shaadi
Hamko Mil Gayi Duniya Pyaar Ki Maana
Ho Gaye Tum Mere Apne
Phir Bhi Ye Sawaal Dil Mein Ye Khayaal
Na Ho Ye Kahi Door Ke Sapne
Ye Aitbaar Kya Huwa Dil Ka Qaraar Huwa
Tumpe To Ham Mar Mitte Hain Abhi Se
Jaane Hamaara Aage Kya Hoga
Ai Yai Ya Ya
Aur Phir Kya Hoga
Eh Paartiya Daawatein
Apne Paas Kya Armaan Ke Siwa Yu To
Main Tumhein Aur Kya Dungi
Jo Bhi Hai Mera Main Aur Mera Pyaar
Tumpe Ek Baar Sab Luta Dungi
Chaahoge To Main Dekhungi Tumhein
Keh Doge To Phir Sar Jhuka Lungi
Haay Dildaar Kya Huwa Dil Ka Qaraar Huwa
Tumpe To Ham Mar Mitte Hain Abhi Se
Jaane Hamaara Aage Kya Hoga
Ai Yai Ya Ya
Waah Waah  
Arre Baaba Tum Bhi To Kuchh Bolo Na
Ye Baat Hai To Suno
Chhodo Jaan e jaana Tum Bhi Ho Kaha
Ghabhraate Nahi Ham Zamaane Se
Dekho To Idhar Kiska Hai Jigar
Uljhe Aapke Is Diwaane Se
Ho Uljhe Hazaar Kya Huwa
Ai Mere Pyaar Kya Huwa
Apni Khushi Hogi Ye Zindagi Bhi
Iske Siwa Aage Kya Hoga
Ai Yai Ya Ya

2020-08-12 17:16:48

    Today's Hot lyrics

    1

    AKMU(악뮤) (+) 기쁨, 슬픔, 아름다운 마음

    AKMU(angmyu) (+) gippeum, seulpeum, areumdaun maeum
    2

    (+) 하모 (hamo) - 아크라포빅 [Official MUSIC VIDEO]

    (+) hamo (hamo) - akeurapobik [Official MUSIC VIDEO]
    3

    AKMU(악뮤) (+) 소문의 낙원

    AKMU(angmyu) (+) somunui nagwon
    4

    화사 (HWASA) (+) So Cute

    hwasa (HWASA) (+) So Cute
    5

    (+) 사랑병동 Highs and Lows

    (+) sarangbyeongdong Highs and Lows
    6

    (+) 기쁨, 슬픔, 아름다운 마음

    (+) gippeum, seulpeum, areumdaun maeum
    7

    (+) 벌레를 내고

    (+) beollereul naego
    8

    T.O.P (+) 완전미쳤어! (Studio54)

    T.O.P (+) wanjeommichyeosseo! (Studio54)
    9

    식케이 (Sik-K) (+) PUBLIC ENEMIES (Feat. OSUN (권오선), Iyaan, Jeffrey White, Raf Sandou)

    sikkei (Sik-K) (+) PUBLIC ENEMIES (Feat. OSUN (gwonoseon), Iyaan, Jeffrey White, Raf Sandou)
    10

    (+) 어린 부부

    (+) eorin bubu